Labels
Labels
Facebook Badge
♥ ♥Uski Yaadon Mein Itna Busy Tha Ki ♥ ♥
- Get link
- X
- Other Apps
Bachpan Mein Aksar Sath Khela Karte The,
Main Raja Banta To Wo Rani, Main Naukar To Wo Naukrani,
Main Police To Wo Sipahi, Main Bhikari To Wo Sethani,
Main Driver To Wo Savari, Main Student To Wo Teacher,
...
Pata Nahi Kyun Itna Haq Jamati Thi Mujh Par,
Ki Hamari Story Mein Koi Teesra Character Hi Ni Aney Deti Thi,
Aksar Sabhi Kehte The, Ki Inki Jodi Acchi Hai,
Inki Shadi Kara Dete Hai, Us Samay To Sharam Aati Thi,
Par Baad Mein Acha Lagne Laga, Aur Aaj Jab Mujhe,
Uski Jarurat Hai To Usne Mujhse Yeh Haq Bhi Cheen Liya,
Ismein Bhi Galti Uski Nahi Hogi Kyon Ki Aaj Wo,
Samajhdaar Jo Ho Gayi Hai, Aur Ek Main Hun Jo,
Uski Yaadon Mein Itna Busy Tha Ki,
Bada Hone Ka Waqt Hi Nahi Mila. ;)see more
- Get link
- X
- Other Apps
Popular posts from this blog
उसकी आँखों के बारे में क्या जानते हो ?
♥ ♥ Tanha dil tanha safar ♥ ♥
Zara tham tham ke barsa kar abhi itna na rootha kar Abhi to dur hai manzil Abhi khud ko na tanha kar Teri ankhein samandar hain Samandar ko na sehra kar Mera dil doob jata hain Mujhe aise na dekha kar Hawa mujh se kahe pagal Na yun raston mein betha kar Woh ek din chor jaye ga Usay itna na chaha kar ♥ ♥ ♥ ♥ "Koi Manzil Nahi Jachti, Safar Achcha Nahi Lagta , Agar Ghar Laut Bhi Aaun To Ghar Achcha Nahi Lagta , Karun kuchbhi,Mai ab Duniya ko sab,Achcha hi lagta hai Mujhe Kuch Bhi Tumhare Bin Magar Achcha Nahi Lagta" ♥ ♥ see more
Wo mehndi lage hath dikha k Roi :(
Wo mehndi lage hath dikha k Roi, Me kisi or ki hon wo ye bta k roi, Me bola kon he wo khushnseeb, Wo mahndi se likha hua nam dekha k roi, Kahen gham se phat na jaey jigr mera, Wo hnste hnste muje hnsa k roi, Dil na tote uska gham-e-hijar me, Me b rOYa wo b meri aankh se aankh mila k roi, Usne jana jb mere rone ka sbab, Apne ansu meri hatheli pe sja k roi, Jb b daikha use hnste hve daikha, Wqt-e- hina hr khushi ko wo bhula k roi, Dil ne chaha use g bhr k daikh loon, Wo meri aankhun ki pyas ko bujha k roi, Muj ko khone k gam me mohaal ho kr, Wo meri tsveer ko honton se lga k roi.. :-( see more
Comments
Post a Comment