Labels
Labels
Facebook Badge
Main Aur Mera Ek Khas "Dost"
- Get link
- X
- Other Apps
raat ke 1:59...
Neend khuli toh aas paas wohi khamoshi, wohi sannata.....
Ek Dost hai mera, jo itni raat ko us sannate mein bhi mera intezar kiya karta hai;
Ek Acchi baat hai uski, aur woh hai uski khamoshi;
Woh bhi kuchh nahi kehta aur main bhi khamosh rehta hoon;
Ek Suqoon sa hai uske chehre par, na jane kahaa se lata hai;
Kai bar usse poonchhne ki koshish ki lekin, na maine poonchha aur woh toh batane se raha;
Woh hai toh raatein ab bhi dilchasp hain warna kisi ke jane ke bad toh sab banjar sa ho chala tha.
Special thanks to mere kamre ki balcony, woh na hoti toh shayad usse mulaQat bhi nahi hoti.
Har Raat ek khamosh MulaQat hoti hai usse.....see more
- Get link
- X
- Other Apps
Popular posts from this blog
Kuchh kaho na !
Kaho na .. Kuchh pal saath chale to jaanaa, Rastaa hai jaanaa pehchanaa . Saanso ko sur de jaataa hai, Tera yo.n sapano mai.n aanaa. Maine jatan kiye to lakho.n Mann ne meet tumhi ko maanaa Ab to haath thhaam lene do Aur kaho na , na na , na na ! Kuchh kaho na ! Sau janam ka saath apna, Sans ka dhadkan se jaise, Aas ka jeevan se jaise, Kaise kate saal solah, Shyam ki jogan ke jaise. Jhoot ke parde na dhoondo, Sach kaho na . Kuchh kaho na .. Ek dooje ke liye ham, Haath main kangan ke jaise, Pyaas main sawan ke jaise, Roop ko darpan ke jaise, Bhakt ko bhag_van ke jaise. Jheel si simtee na baitho, Kuchh baho na . Kuchh kaho na .. Jaanata hoon thak gayee ho, Umr ke lambe safar se, Saanp se dasate shahar se, Aas se aur aansuon se, Bheed ke gahare bhawanar se. Waqt firata hai suno, Itna daro na . Kuchh kaho na .. Kis t...
एक अनुभव ...!!! मेरी दक्षिण यात्रा
13 तीयदी चेन्नई, कोवलम कन्याकुमारी बन्नो .येनके स्थानम इस्तापतू वराले वराले नलद स्थलम. काडाली आडीता नल्ल climate सुगम उनडे .कडल तीरमाला वेलर वेलर वलद. नी आवडे पोगमन नल्ले स्थलम. वराले वराले नलद स्थलम ... ओह अईयो , दैईवा सैईद (सॉरी)!!!! क्षमा करे !!! मै मलयालम और तमिल में ही बताने लगा.वैसे मैंने उस भाषा मे लिखा है कि 13 तारीख को हम चेन्नई, कोवलम कन्याकुमारी गए. ये जगह बहुत ही खूबसूरत है. समुद्र के किनारे का मौसम बहुत अच्छा है. ऊची उठती लहरे बहुत अच्छी लगती है. आप भी यहाँ जरुर जाईएगा. बहुत अच्छी जगह है....!!! इतना ही नही दक्षिण भारत के मंदिर, खान पान, समुद्री किनारा रहन सहन सभी कुछ अलग है पर बहुत अच्छा है. चेन्नई से महाबली पुरम का लगभग सडक से 1 धंटे का रास्ता है. सडको के किनारो पर लगे नारियल के पेड, छोटे छोटे मंदिर, मूर्तियो का काम अनायास ही हमारा ध्यान अपनी तरफ आकर्षित कर लेते हैं.एक और बात जो थोडी हट कर दिखाई दी वो थी लोगो के घरो का रंग गहरा और चटक. गहरा हरा, पीला, नीला बैंगनी कोई भी रंग हो सभी पर आमतौर पर चटक ...
♥♥♥Unke bare mai♥♥♥
Aaj bhi sab puchhte hai… mere se … unke bare mai….♥♥ Wo kya boli thi.. tune kya kaha tha.. Kya seen hua tha ….kuch to bta..?? Uske bare mai…♥♥ Mai kuchh batata…. Kuchh chhupata… ... Unke bare mai…♥ Mai kya btatau… ya na batau… Kuch samjh nahi aata…mai baat ko badal jata hu… Koi na koi fir puchhta hai… kha kho gya … Bta na yaar… wo pahli mulakat aur…. Uske bare mai….♥ Mai khuch btata kuch chhupata.. Uske bare mai… Uske jikar se hi khuch..aajib sa hota hai dil mai… Dil karta hai sabko sach sach bta du…. Uske bare me….. Fir bhi kuchh raj dawa leta.. aur kuch kah nahi pata …. Unke bare me…. ♥♥ College se lekar..mall tak.. Metro ..se lekar..bus tak.. Kuch yaad aata hai.. kuch bhool gya hu.. Uske bare mai… Sab puchhte hai….aaj bhi …kya seen hua tha Unke bare mai… ♥♥ Sab ko aata hai …maja..puchh ke … Uske bare mai… Ma...

Comments
Post a Comment